The ghazal
Read it in Urdu script-
Hmain Ho Ga Kuch Aur Darkar, Dekhen Agar Samne Sorat-e Yaar Dekhen
-
Hoyi Khatam Jati Hai Umeed-e Ulfat Ham Apni Qaza Ke Hi Asar Dekhen
-
Hmain Bhi Mitaye Gi Teri Mohabat Raha Shehr Mein Kya Hai Pandar Dekhen
-
Hama Dam Ye Dil Mera Mushtaq O Muztar Tumhein Ham Sada Ham Se Bezar Dekhen
-
Chlain Chupke Chupke Sweray Hi Marne Abhi Ho Ga Wo Shokh Bedar Dekhen
-
Hai 'sardar' Khawahan Abhi Tak Usi Ka Koi Aesa Apna Zaya Kar Dekhen
Submitted by Talha Sardar


