2204 poems
Umar Bhar Ham Yun Hi Ghalti Karte Rahe Dhol Chehray Par Thi Aur Ham Aeina Saaf Karte Rahe
Na Pocho Kis Kharabe Main Paray Hain Tahe Abr-e Rawan Payase Khare Hain Zara Ghar Se Nikal Kar Dekh Nasir Chama Main Kis Qadar Patte Jhare Hain
Ye Aaj Kon Se Tufan Main Hai Safeena-e Dil Ke Door Door Kinare Nazar Nahi Aate Hujoon Yas Hai Or Manzlon Andhera Hai Wo Raat Hai Ke Sitare Nazar Nahi Aate
Dil Ko Cho Jati Hai Yun Raat Ki Awaz Kabi Zaid Chonk Uthti Ho Khain Tu Ne Pukara Hi Na Ho
Be Fazol Si Gal Par Ar Kar Sute Rahe Dhupe Pye Pye Sar Gaye Sar Kar Sute RaheBiwi Ne Dabkya To Wo Gabar Kar Ghalat Train Par Char Gaye, Char Kar Sute Rahe
Tum Se Pehle Wo Jo Ik Shakhs Yahan Takht Nashen Tha Us Ko Bi Apne Khuda Hone Par Itna Hi Yaqen ThaKoi Thehra Ho Jo Logo Ke Mad-e Muqabal To Btao Wo Kahan Hain K Jinhain Naaz Bahut Apne Tain Tha
Husn Ki Toop Ka Gola Mara Tera Kakh Na Rahe Tuj Par Gir Jaye Kutbi Tara Tera Khakh Na RaheBanking Counsil Teri Har Shay Karqi Kar Dain Char Jaye Tuj Par Karza Bhara Tera Kakh Na Rahe
Mir Un Neem Baz Aankhon Main Sari Masti Shrab Ki Si HaiDaikh Tu Dil Ke Jaan Se Uthta Hai Ye Dhuan Kahan Se Uthta Hai
Tumhare Pupha, Wo Ganjy Waley, Jo Le Gaye Thay Udhar Kangi Mahina Hone Ko A Gaya Hai, Na Us Ne Ditti Na Ham Ne MangiWo Wapda Ne Jo Bulb Mota Laga Diya Hai Tumhare Dar Par Tu Is Ke Chanan Se Tum Se Milne Main A Rahi Hai Shdeed Tangi
Sukoon Deti Hai Dil Ko Kabi Kabi Ki Dua Kabi Kabi Ki Dua Mai Hai Tazgi Ki Dua Bahut Duain Be Deti Hai Be Hisi Dil Ko Bahud Duain Be Hoti Hain Be Dili Ki Dua
Shab Beti Chand Bi Dob Chla, Zangir Pari Darwaze Pe Kun Dair Gaye Ghar Aye Ho, Sajni Se Karo Ge Bhana Kya Jab Shehr Ke Log Na Rasta Dain, Kun Bn Main Na Ja Bsram Krain? Dewanon Ki Si Na Baat Kary Tu Aur Kare Dewana Kya?
Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga Phir Sulgane Lage Ga Sahrae KhayalHusn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga
Jab Dhar Ke Gham Se Na Iman Mili, Ham Logon Ne Ishq Ijad Kya Kabi Shehr Btan Main Khran Phire, Kabi Dashte Junon Abad KyaKabi Bastyan Ban, Kabi Koh-o Daman, Raha Kitne Dino Bi Ji Ka Chlan Jahan Husn Mila whain Beth Rahe, Jahan Pyar Mila Wahan Sad Kya
Ye Aur Baat Teri Gali Main Na Ayen Ham Lekin Ye Kia K Shehr Tera Chor Jayen HamMudat Hoyi Hai Koye Butan Ki Tarf Gaye Awargi Se Dil Ku Kahan Tak Bachyen Ham
Suna Hai Us Ko Mohabat Duayen Deti hai Jo Dil Pe Chot Tu Khaye Mgar Gila Na Kare
Muje Mohabat Hai Apnay Hathon Ke Sabi Unglion Se Basat Na Jany Kis Ungali Ko Pakar Kar Meri Maan Ne Muje Chalna Sekhaya
Juda Ho Kar Bi Dono Je Rahay Hain Aik Mudat Se Kabi Dono Hi Kehte Thay Ke Aisa Ho Nahi Sakta
Abi Tak Paon Se Chimti Hain Zanjerain Ghulami Ki Din A jata Hai Aazadi Ka Aazadi Nahi Aati
Is Barish Ke Mosam Main Ajeeb Se Kashish Hai Na Chahte Hoye Bi Koi Shidat Se Yaad Aata Hai
Ghairon Main Hain Jo Shad, Unhain Eid Mubarak Jin Ko Nhain Ham Yaad, Unhain Eid Mubarak Masoom Se Armano Ki Masom Si Duniya Jo Kar Gaye Barbad Unhain Eid Mubarak
Showing 2068 of 2192