The poem
Read it in Urdu script-
Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal
-
Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga
-
Daim Abad Rahe Gi Duniya Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par
-
Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga
-
Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain Sham Se Soch Raha Hoon Nasir
-
Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga



