Talaash-e-Wafa Sey Khud Ko Kiyun Azziyat Detey Ho Wasi, Ab Maan Bhi Lo K Is Duniya Me Koi Wafadar Nahi
Teri Yaad Aye Tu Neend Jati Rehti Hai Khuwab Toot Jate Hain Ab Bi Teri Aahat Par
Andheri Raat Main Rehte Tu Kitna Acha Tha Ham Apni Zaat Main Rehte Tu Kitna Acha ThaDukhon Ne Bant Lia Hai Tumhare Baad Hmain Tumhare Hath Me Rehte Tu Kitna Acha Tha
Bandh Le Hath Pe Seene Pe Sija Le Tum Ko Je Main Ata Hai Ke Taveez Bna Le Tum Ko Kabi Khawabon Ki Tarah Aank Ke Parde Main Raho Kabi Khwahish Ki Tarah Dil Main Bula Lain Tum Ko
Samandar Main Utarta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain Teri Aankhon Ko Parhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati HainTumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chin Gayi Jab Se Koi Bi Lafz Likhta Hoon Tu Aankhein Bheig Jati Hain
Tumhen khabar hi nahin hai ke koi toot gaya Muhabaton ko bahut payedar karte hoye
Is qadar toot ke tum peh hamain payar aata hai Apni banhon main bharain mar hi dalain tum ko
Tum meri aankhon ke tewar na bhula pao gay – Wasi Shah
Yad kar ke muje takleef hi hoti hogi Aik kissa hoon purana sa bhula de muj ko
Showing 29 of 29