853 poems
Lafz Tote Lab-e Izhaar Tak Aate Aate Mar Gaye Ham Tere Mayar Tak Aate Aate
Aata Hai Kon Kon Tere Gham Ko Baantane Zahid Tu Apni Moat Ki Afwah Ura Ke Dekh
Apne Chchre Se Jo Zahir Hain Chupayen Kese Teri Marzi Ki Mutabiz Nazar Ayen Kese
Kis Liye Wo Shehr Ki Dewaar Se Sar Phorta Qais Dewana Sahi Itna Bhi Dewana Na Tha
Kal Jinhain Choo Nahi Sakti Thi Farishton Ki Nazar Aaj Wo Ronaq-e Bazaar Nazar Aate Hain
Niyaz-o-Naaz Ke Jhagre Mitaye Jate Hain Ham In Mein Aur Wo Ham Mein Samaya Jate Hain
Kisi Bhi Waqt Badal Sakta Hai Lamha Koi Is Qadar Khush Bhi Na Ho Meri Preshani Par
Teri Rooh Mein Sanata Hai Aur Meri Aawaz Mein Chup Tu Apnay Andaaz Mein Chup Hai, Mein Apnay Andaaz Mein Chup
Bewafai Ki Sab Kitaabon Mein Tumhare Jese Koi Misaal Nahi
Ik Shakhs Dekha Hai Main Ne Aaine Mein Khafa Dunya Se Hai Kalam Khud Se Bhi Nahi Karta
Ana Ke Qaid Khane Ka Mein Wo Baghi Sa Mujram Hon Jise Phansi Charha Dala Mohabat Ke Wakelon Ne
Khudi Ko Meeri Raddi Ki Tokri Bna Diya Bacha Jo Teera Waqat Tu Us Main Gira Diya
Hath Paon Bhi Bataty Hain Ke Mazdoor Hun Main Aur Malboos Bhi Kehta Hai Ke Majboor Hun Main
Chand Sansein Khredne Ke Liye Zindagi Roz Bechta Hun Tujhe
Woh Hum Se Daur Hotay Ja Rahay Hain Bohat Maghrour Hotay Ja Rahay Hain
Judah ho kar bhi tera wapis aa jana Qayamat ki ek nishani lagta hai
Uski Mulaqat Mujhe Mulaqat Nahi Lagti Wo To Aank Khultay Hi Chala Jata Hai
دلِ نادان مرتکبِ جرم ٹھرا اسے قیدِ بامشقت سنائیےDil-e Nadaan Murtaqib-e Juram ThehraUsay Qaid-e Ba Mushaqat Sunaaye
Jitni Buri Kahi Jati Hai Itni Buri Nahi Hai Duniya Bachon Ke School Mein Shayad Tum Se Mili Nahi Hai Duniya
Tere Siwa Bhi Kahin Thi Panah Bhool Gaye Nikal Ke Ham Tri Mehfil Se Raah Bhool Gaye
Showing 400 of 853