The poem
Read it in Urdu script-
Ye subah kitni tanha hai tere bagair Ye din kaise guzrega tere bagair
-
Raat to tere khwabo me nikli Sham rahegi sooni sooni tere bagair
-
Dekho ye suraj bhi hai kitna maddham Hawa bhi rookhi rookhi hai tere bagair
-
Ye panchi ye sargam sab chup se hain tere bagair Dua hai meri ki har dua Qabul ho teri
-
Meri koi khwahish hi nahi tere bagair
Submitted by Anshul khare


