2204 poems
Ghubar-e Rah Se Keh Do Sambhale Naqsh-e Qadam Zamana Dhonde Ga Phir In Ko Rehbrai Ke Liye
Panch Din Milay Zindagi Ke Magr Guzre Thay Abi Char Ke 32 Chali GaiKal Wapda Ke Daftar Meeting Thi Kuch Khas Hone Lagi Takraar Ke 32 Chali Gai
Nasir Kia Kehta Phirta Hai Kuch Na Suno Tu Behtr Hai Dewana Hai Dewane Ke Mun Na Lgo Tu Behtar Hai Kapre Badal Kar, Bal Bna Kar, Kahan Chale Ho Kis K Liye Raat Bahut Kali Hai Nasir Ghar Hi Raho Tu Behtar Hai
It is enough for me by day To walk the same bright earth with him; Enough that over us by night The same great roof of stars is dim.
Ham Ne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mehkti Khusbo Hath Se Cho Kar Isay Rishton Ka Ilzam Na DoSirf Ihsaas Hai Isay Ruh Se Mehsoos Karo Pyar Ko Pyar Hi Rehne Do Koi Naam Na Do
I don’t need words to express… I don’t need tears to shed…I don’t need to ask for a smile… Or a hand to hold me…
Jo Ruke Tu Koh-e Giraan Thay Ham Jo Chalay Tu Jaan Se Guzar Gaye Reh Yar Ham Ne Kadam Kadam Tuje Yadgar Bna Dia
Parh Parh Aalim Fazal Hoya Kadi Apnay Aap Nu Parhya Ai NaiJa Ja Warda Masjidan Mandran Andar Kadi Man Apnay Wich Warya Ai Nai
Mere Dil Main Daikh Sako Tu Shayad Ye Jaan Lo Kitni Khamosh Muhabat Tum Se Karta Hai Ko
Nazki Us Ke Lab Ke Kia Kehye Pankhari Ik Gulab Ki Si Hai
Phir Jogi G Beedar Hoye Is Chair Ne Itna Kam Kia Phir Ishq Ke Is Matwale Ne Ye Wahdat Ka Ik Jam Diya Wan Pareem Ka Sagar Chalta Hai Chal Dil Ki Pyas Bujna Jogi Wan Dil Ka Ghuncha Khilta Hai Ga Galiyon Main Mohin Milta Hai
If you’re alone, I’ll be your shadow If you want to cry, I’ll be your shoulderIf you want a hug, I’ll be your pillow If you need to be happy, I’ll be your smile
Wo Aaye Bazm Main Itna Tu Fikr Ne Dekha Phir Us Ke Bad Chiraghon Main Roshni Na Rahi
Kab Kon Kisi Ka Hota Hai Sab Jhote Rishte Naate HainSab Dil Rakhne Ki Batain Hain Sab Asli Roop Chupate Hain
Bulleh Shah Us Nal Yari Kadi Na Liyo, Jis Nu Apnay Tay Ghroor Hovay Buray Raste Kadi Na Jayo, Chahy Kani Wi Manzal Door HovayRah Janday Nu Dil Na Diyo, Chahy Lakh Mounh Te Noor Hovy Pyar Sirf Othay Kario, Jithay Pyar Nibahwan Da Dastoor Hovay
Aj Tanha Hoon Tu Kisi Ne Awaz Tak Nahi Di Kal Daig Wandi Si Te Pa Ji Pa Ji Ho Rai Si
Friends are the flowers in the garden of life. They help you through time of trouble and strife.There’s nothing like friends to make a heart sing. True friends will share with you most everything.
Neend A Kar Bi Nahi Aati Ishq Hai Peri Bimari Tumhari Yad Main Oong Le Le Thak Gaya Lamha Lamha Feedar Pi Pi Kat Gaya
Tarz-e Libas Taza Hai Ik Shakal Ihtjag Fashion Ke Ihtimam Se Kia Kuch Ayan NahiYe Larkion Ko Shikwa Hain Kun Larkian Hain Ham Larkon Ko Ye Gila Hai Wo Kun Larkian Nahin?
Marne Ki Duyain Kun Mango, Jene Ki Tamana Kon Karay Ye Dunya Ho Ya Wo Dunya, Ab Khawhish-e Dunya Kon Karay
Showing 2148 of 2192