The poem
Read it in Urdu script-
Panch Din Milay Zindagi Ke Magr Guzre Thay Abi Char Ke 32 Chali Gai
-
Kal Wapda Ke Daftar Meeting Thi Kuch Khas Hone Lagi Takraar Ke 32 Chali Gai
-
Moot Ki Tarah Is Ka Bi Waqt Na Raha Eid Ki Shopping Aur Bara Bazar Keh 32 Chali Gai
-
School Time Or wapda Ki Zahanat Nashta Hone Laga Tyar Keh 32 Chali Gai
-
Shadi Wale Din Bare Khush Thay Ham Gale Parne Lagay Thay Har Keh 32 Chali Gai
-
Zindagi Rahi Te Fir Milan Gay Karna Hai Ye Message Upload Warna
-
Main Keh Bi Na Sakoon Ga Yar 32 Chali Gai



