The poem
Read it in Urdu script-
Yeh jo dil iqraar par iqraar sa karne laga hai Ab kisi aur se bhi pyar sa karne laga hai
-
Ab jo ilzaam mohabbat se woh darta hi nahi Ab mohabbat ko woh shahkaar sa karne laga hai
-
Apni dil pheink adaon ke sabab dekho woh Paarsaon ko gunehgaar sa karne laga hai
-
Ab chupanay jo laga hai rukh e zaiba shahmeer Ab meri aankh ko bekar sa karne laga hai
Submitted by Shahmeer Mughal


