1797 - 1869
Arz Niaz Ishq Ke Qabil Nahi Raha Jis Dil Pe Naaz Tha Muje Wo Dil Nahi Raha
Wo Muj Se Bichar Kar Ab Tak Roya Nahi Ghalib Koi Tu Hai Hamdard Ju Usay Rone Nahi Deta
Ye Na Thi Hamari Qismat Ke Visaal-E-Yaar Hota Agar Aur Jete Rehte Yehi Intezaar HotaTere Waade Per Jiye Ham Tu Jaan Jhot Jana Keh Khushi Se Mar Na Jate Agar Aitbar Hota
Tum Salamat Raho Hazar Baras Har Baras Ke Hon Din Pachas Hazar
Aaina Dekh Apna Sa Munh Le Ke Reh Gaye Sahab Ko Dil Na Dene Pe Kitna Ghuror Tha
Muj Se Mat Keh “Tu Hamain Kehta Tha Apni Zindagi” Zindagi Se Bi Mra Gi In Dino Bezaar Hai
Ham Ko Ma’alom Hai Jannat Ki Hqeqat Lekin Dil Ke Khush Rakhne Ko Ghalib Yeh Khayal Acha Ha
Meri Qismat Mai Gham Gar Itna Tha Dil Bi Ya Rab Kai Diye Hote
Ki Wafa Ham Se Tu Ghair Is Ko Jafa Kehte Hain Hoti Ayi Hai Ke Achon Ko Bura Kehte Hain
Hoye Mar Ke Ham Jo Ruswa Hoye Kun Na Gharq Darya Na Kabi Janaza Uthta Na Kahen Mazar HotaRead Complete Ghazal
Tere Vaade Par Jiye Ham Tu Ye Jaan Jhoot Jana Keh Khushi Se Mar Na Jate Agar Ietbar HotaRead Complete Ghazal
Jaan Di, Di Hoyi Usi Ki Thi Haq Tu Yeh Hai Ke Haq Ada Na Hoa
Un Ke Dekhe Se Jo Aati Hai Munh Par Ronaq Wo Samajhte Hai Ke Bimar Ka Haal Acha Hai
Dil-e Nadan Tuje Hoya Kya Hai Aakhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai
Ye Na Thi Hamari Qismat Keh Visal-e Yaar Hota Agar Aur Jete Rehte Tu Yehi Intezaar HotaRead Complete Ghazal
Bik Raha Hai Junon Mai Kya Kya Kuch Kuch Na Samjhe Khuda Kare Koi
Pata Hun Us Se Daad Kuch Apne Kalam Ki Roh-ul Qudus Agarcha Mera Ham Zuban Nahi
Yaad Hain Ghalib ! Tujhe Woh Din Keh Wajd-e Zauq Mein Zakhm Se Girta, To Main Palkon Se Chunta Tha Namak
Karne Gaye Thay Us Se Taghaful Ka Ham Gila Ki Ek Hi Nigah K Bas Khak Ho Gaye
Na Tha Kuch Tu Khuda Tha, Kuch Na Hota Tu Khuda Hota Dboya Muj Ko Hone Ne, Na Hota Main Tu Kya HotaHoa Jab Gham Se Yun Behis Tu Gham Kia Sar Ke Ketne Ka Na Hota Gar Guda Tan Se Tu Zano Par Dhara Hota
Showing 40 of 40