1723 - 1810
Ab Tu Jate Hain But Kade Se Mir Phir Milen Gey Agar Khuda Laya
Yaaro Muje Maaf Rakho Main Nashe Mein Hun Ab Do Tu Jaam Khali Hi Do, Main Nashe Mein HunAik Aik Qart-e Dor Main Yunhi Hi Muje Bi Do Jam-e Sharab Par Na Karo, Main Nashe Mein Hun
Ishq Ik ‘Mir’ Bhari Pathar Hai Kab Ye Tuj Naatwan Se Uthta Hai
Dil Ki Verani Ka Kia Mazkor Hai Ye Nagar So Martba Loga Gya
Mir Un Neem Baz Aankhon Main Sari Masti Shrab Ki Si HaiDaikh Tu Dil Ke Jaan Se Uthta Hai Ye Dhuan Kahan Se Uthta Hai
Phirte Hai Mir Khwar Koi Pochta Hi Nahi Is Aashqi Main Tu Izat Saadat Bi Gayi
Nazki Us Ke Lab Ke Kia Kehye Pankhari Ik Gulab Ki Si Hai
Showing 27 of 27