Skip to content
SadPoetry
EN
Zahid shrab pene de masjid main beth kar

Zahid Sharab Peene De Masjid Mein Baith Kar

Zahid shrab pene de masjid main beth kar
ya phir wo jaga bta jahan khuda nahi

♥♥♥♥♥

Masjid khuda ka ghar hai pene ki jagah nahi

kafar ke dil main ja wahan khuda nahi

♥♥♥♥♥

Kafar ke dis se aya hoon main ye dekh ke

Khuda mojud he wahan par usay pta nahi

Report a mistake