2204 poems
Riffatain Aur Bulandi Bi Tuj Pay Naz Kare Teri Ye Umar Khuda Aur Bi Daraz KareHaseen Chehray Ki Tabindagi Mubarak Ho Tuje Ye Salgirah Ki Khushi Mubarak Ho
Har Lehza Hai Momin Ki Nai Shan, Nai Aan Guftar Mein, Kirdar Mein, Allah Ki Burhan.!Qahhari-O-Guffari-O-Quddusi-O-Jabroot Ye Char Anasir Hon To Banta Hai Musalman
Tmam umar usi ke khayal main guzri faraz Mera khayal jisy umar bhar nahi aya
Nadeem main kabi izhar-e-mudda na karon ga Magar wo behre khuda ye ghazal to sunte jayen
Yoon hi mosam ki ada dekh ke yaad aya hai Kis kadar jald badal jate hain insaan janaan
Agar lahu hai badan main to khof hai na haras Agar lahu hai badan main to dil hai be waswas Jisey mila ye mtan-giran baha is ko Na seem-o-zer se muhabat hai na gham-e-iflas
Tumhen khabar hi nahin hai ke koi toot gaya Muhabaton ko bahut payedar karte hoye
Alfaaz gira dete hain jazbaat ki qemat Har baat ko alfaaz main tola nahi krty
Tum meri aankhon ke tewar na bhula pao gay – Wasi Shah
Lo main aankhain band kiye leti hoon ab tum ruksat ho Dil to jane kia kehta hai lekin dil ka kehna kia
Jawab deta hoon main bi Kamal Aankhon se Wo le ke ate hain jab bhi sawal aankhon main
Zahid shrab pene de masjid main beth kar ya phir wo jaga bta jahan khuda nahi ♥♥♥♥♥ Masjid khuda ka ghar hai pene ki jagah nahi
Mein Zamane Mein Faqat Is Liye Badnam Hun Mujhe logon Ki Tarha Badalna Nahin Aata
Urdu Poetry – Independence Day Khuda kare ke meri arz-e-pak par utre,Woh fasal-e-gul jise andesha-e-zawal na hoYahan jo phool khilay wo khila rahe sahayonYahan khazan ko guzarne ki bi majal na ho
Husn-e Kardar Se Noor-e Mujasam Ho Ja Keh Iblees Bi Tuje Dekhe To Musalman Ho Jaye
Dhondta phirta hoon ay iqbal apnay ap ko Ap hi goya musafar ap hi manzal hoon main
Yad kar ke muje takleef hi hoti hogi Aik kissa hoon purana sa bhula de muj ko
Yeh Faizan-e-Nazar Tha Ya Ke Maktab Ki Karamat Thi, Sikhaye Kis Ne ‘Ismaeel (A.S)’ Ko Adaab-e-Farzandagi..!
Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam Karte Hain Suna Hai Be-Wafa Ki Be-Wafa se Khoob Banti Hai..
Sirf ehsaas-e-nidamat ik sajda or chasham tar Ay khuda kitna asaan hai mnana tuj ko
Showing 2188 of 2192