52 poems · 25 poets
Aankh Kambkhat Se Is Bazam Mein Aansu Na Ruka Aik Qatrey Ne Daboya Muje Darya Ho Kar
Behta Aansu Ik Jhalak Mein Kitne Roop Dikhaye Ga Aankh Se Ho Kar Gaal Bhigo Kar Mitti Mein Mil Jaye Ga
Aankh Ki Ye Aik Hasrat Thi Bas Puri Hoyi Aanson Mein Bhej Jane Ki Hawas Puri Hoyi
Rait Par Beth Kar Behte Hoye Ashkon Se Tum Bi Likho Gay Mera Naam Mgr Mere Baad
Teri Aankhon Mai Aansu Thay Meri Khatar Wo Ik Lamha Muje Zindagi Se Pyara Lga
Phir Meri Aankh Ho Gayi Ghamnak Phir Kisi Ne Mazaj Pocha Hai
Kal Raat Barasti Rehi Sawan Ki Ghata Bi Aur Ham Bi Teri Yad Main Dil Khol Ke Roye
Kon Preshan Hota Hai Tere Gham Se Faraz Wo Apni Hi Kisi Baat Pe Roya Ho Ga
Un Ke Ruksar Par Dhalke Hoye Aanso Toba Mein Be Shabnam Ko Bhi Sholon Par Machalte Dekha
Kuch Khushiyan Kuch Aanso De Kar Tal Gaya Jewan Ka Ik Aur Sunehra Saal Gaya
Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aya Baat Nikli Tu Har Ik Baat Pe Rona Aya
Yaad Hai Ab Tak Tuj Se Bicharne Ki Wo Andheri Sham Muje Tu Khamosh Khara Tha Lekin Batain Karta Tha Kajul
Ishq Ko Bi Ishq Ho Tu Phir Main Dekhon Ishq Ko Kese Tarpe Kaise Roye Ishq Apne Ishq Main
Jurtay hoye dekha nahi totay hoye dil ko Gir jayen jo ansu to uthaye nahi jatay
Be Waja Nahi Rota Ishq Main Koi Jisay Khud Se Barh Ke Chaha Ho Wo Rulata Zaroor Hai
Ae Dil-e Nadan Kisi Ka Rothna Mat Yaad Kar Aan Tapke Ga Koi Aansu Bhi Is Jagre Ke Bech
Hamary Shehr Aa Jao Sada Barsat Rehti Hai, Kabhi Badal Barasty Hain Kabhi Aankhein Barsti Hain.
Kun Rote Ho Is Bewafa Dunya Mein Rashid Aansoo Se Taqdeer Badalni Hoti Tu Aaaj Mera Bi Koi Apna Hota
Ye Acha Hoa Ke Qudrat Ne Rangeen Nahi Rakhe Aansoo Warna Jis Ke Daman Pe Girte Wo To Badnaam Ho Jata
Na mari Dua ne safr kiya Na mare Aansoo ne asr kiya Tujhe mang mang k thak gae mare hont Be Haath Be
Showing 40 of 52