Skip to content
SadPoetry
EN
Jiya Dharke Par Jiya Na Jaye — Anjum Aziz Abbas

Jiya Na Jaye

Anjum Aziz Abbas 6 couplets
  1. Jiya Dharke Par Jiya Na Jaye Alzam Mohabat Ko Diya Na Jaye

  2. Kaam Bhole Sajde Qaza Hoye Pyar Kar K Kuch Kiya Na Jaye

  3. Tera Khayal Be Khayal Kar De Koi Zakhm Bi Sia Na Jaye

  4. Udasi K Sbab Kese Btayen Tera Naam Bi Liya Na Jaye

  5. Tab Wasal Ki Layi Na Jaye Zehr Firaq Piya Na Jaye

  6. Wo Jene Nahi Deta Muje Anjum Jis Bin Jiya Na Jaye

Submitted by Anjum Aziz Abbas

Report a mistake

More by Anjum Aziz Abbas

All poems