The ghazal
Read it in Urdu script-
Meri Ratain Teri Yaadon Se saji Rehti Hain Meri Sansain Teri Khushbu Se Basi Rehti Hain
-
Meri Aankhon Mai Tera Sapna Sja Rehta Hai Haan Mere Dil Main Tera Aks Basa Rehta Hai
-
It Tarah Mere Dil Ke Bahut Pass Ho Tum Jis Tarah Paas Hi Sheh Rag Ke Khuda Rehta Hai
-
Tum Ko Malom Bhi Shayad Ye Kabi Ho K Na Ho Mere Aangan Mai Lage Phol Gwahi Dain Gay
-
Mai Ne Arse Se Kisi Phol Ko Dekha Bi Nahi Tuj Ko Socha Hai Tu Phir Tuj Ko Hi Socha Hai Faqat
-
Tere Swa Ksi Aur Ko Socha Bi Nahi Tum Ko Malom Bi Shayad Ye Kabi Ho K Na Ho


