Skip to content
SadPoetry
EN
Kahan Qatal Badlte Hain Faqat Chehray Badalte Hain — Habib Jalib

Faqat Chehray Badalte Hain By Habib Jalib

Habib Jalib Ghazal 3 couplets
  1. Kahan Qatal Badlte Hain Faqat Chehray Badalte Hain Ajab Apna Safar Hai Fasle Bi Sath Chalte Hain

  2. Bahut Kam Zarf Tha Jo Mehflon Ko Kar Gya Weran Na Pocho Hal-e Yaran Sham Ko Jab Saye Dhalte Hain

  3. Wo Jis Ki Roshni Kache Gharon Tak Bi Pahunchti Hai Na Wo Suraj Niklta Hai Na Apne Din Badlte Hain

Report a mistake

More by Habib Jalib

All poems