The poem
Read it in Urdu script-
Tairay deyaar qurbat ka woh zamana yaad aata hai Mein ro parta hon jab guzra zamana yaad aata hai
-
Reh reh kar yaad atay hain woh naz o andaaz tairay Woh tera daur se dekh kar muskurana yaad aata hai
-
Tairay rukh mehtaab ko dekhnay ke liye kharray rehna Woh tera paas aana aanchal yun hi guzar jana yaad aata hai
Submitted by TABASSUM


