The poem
Read it in Urdu script-
Woh Jo Bhoolay Hain To Phir Yaad Nah Krwao Is Werany Mein Aaj Mera Tamasha Nah Banaao
-
Haan Mujhe Maan Hai Is Par Lekin Phir Bhi Is Ke Naam Se Mat Satao
-
Agar Kuch Kar Nahi Satke To Behar Haal Meri Mushkil Bhi Mat Barhao
-
Chalo Choro Saari Baton Ko Is Ke Naye Ghar Ka Pata Maloom Hai To Woh Batao
Submitted by Khawaja Usman bhl


