The poem
Read it in Urdu script-
Ishq Ke Medan Mein Dore To Nahi Thay Ab Bi Gadhe Ho Pehle Bi Ghore Tu Nahi Thay
-
Office Be Lait Aye Ho Aur Kaan Bi Hai Laal Begham Ne Raat Ko Kaan Marore Tu Nahi Thay
-
Shakyat Kun Ki Apne Baap Se Ja Kar Pakre Thay Hath Tere Tore Tu Nahi Thay
-
Kal Shaam Muje Dekh Kar Tum Bhage Kun Is Tarah Saghar Ke Hath Mein Koi Rore Tu Nahi Thay


