The poem
Read it in Urdu script-
Do ghoont mohabbat pi thi abhi Ke qaatil sir par aa pouncha
-
Aankhon se is naay pilayi thi Honton se zara si chakhi thi
-
Woh hont to jaam sheree they Woh ankhen jaisay rooh afzah
-
Kya karte jo nah martay yum Is waqt to buut ban baithy they
-
Qaatil naay palat kar waar kya Kuch mere gilaay ke paar kya
-
Sir farsh pay zor se aa ke gira Woh khawab suhana toot gaya
-
Do ghoont mohabbat waisi miley to Jaan bhi fida kar jaun mein
-
Un sheree sheree honton par Un rooh afzah si aankhon par
Submitted by salma hibib


