1846 - 1921
Haya Se Sir Jhuka Lena Ada Se Muskara Dena Haseeno Ko Bhi Kitna Sahal Hai Bijli Gira Dena
Coat Or Patlon Jab Pehna Tu Mister Ban Gaya Jab Koi Taqreer Ki Jalse Mein Tu Leader Ban Gaya
Boot Dawson Ne Bnaya Mein Ne Ik Mazmoon Likha Mulk Mein Mazmoon Na Phela Aur Jota Chal Gaya
Ghamza Nahi Hota Keh Ishara Nahi Hota Aankh Un Se Jo Milti Hai Tu Kya Kya Nahi Hota
Baton Ap Ko Marne Ke Baad Kya Ho Ga Plao Khayen Gey Ahbab Fatiha Ho Ga
Bas Jaan Gaya Mein Teri Pehchan Yehi Hai Tu Dil Mein Tu Aata Hai Samajh Mein Nahi Aata
Ham Aah Bhi Karte Hain Tu Ho Jate Hain Badnam Wo Qatal Bhi Karte Hain Tu Charcha Nahi Hota
Aqal Mein Jo Ghir Gaya La Intiha Kun Kar Hua Jo Sama Mein Aa Gya Phir Wo Khuda Kun Kr Hua
Ae Ishq Bas Jan Gaya Main Teri Pehchan Yehi Hai Tu Dil Mai Tu Aata Hai Magar Samaj Main Nahi Aata
Showing 29 of 29