23 poems · 10 poets
Bazm Khud Lab-e Mehbob Par Sawal Hai Kia Jahan Me Koi Mere Husn Ki Misal Hai Kia Banane Wala Khuda Daad Dene Wala Main Bta Ke Husn Me Tere Tera Kamal Hai Kia
Ishq Ka Apna Ghuror Husn Ki Apni Ana Un Se Aya Na Gaya Ham Se Bhulia Na Gaya
Wo Aaye Bazm Main Itna Tu Fikr Ne Dekha Phir Us Ke Bad Chiraghon Main Roshni Na Rahi
Showing 23 of 23