The poem
Read it in Urdu script-
Gardan Gardan Hai Aur Pota Pota Ai Hota Hai Khra Hamesha Khra Hai, Khota Khota Ai Hota Hai
-
Naye Nzam Ki Barkein Sunte Umar Guzar Gyi Sari Wada Har Tha Wada, Chota chota Hi Hota Hai
-
Luche Ko Samjaya Pyar Se, Sifr Nteeja Nikla Ham Ye Azmaya, Sota Sota Ai Hota Hai
-
Pehle Odhron, Fir Idhron Ab Fir Khra Hai Odhron Public Tang Hai Lekin Lota Lota Ai Hota Hai


