Skip to content
SadPoetry
EN
Wo Bi Khayif Nahi Takhta-e Dar Se — Habib Jalib

Main Nahi Manta By Habib Jalib

Habib Jalib Ghazal 4 couplets
  1. Wo Bi Khayif Nahi Takhta-e Dar Se Mai Bi Mansoor Hoon Keh Do Aghayar Se Kun Darate Ho Zindan Ki Deewar Se Zulm Ki Baat Ku Jahl Ki Raat Ku Main Nahi Manta Main Nahi Janta

  2. Tum Ne Loota Hai Sadyon Hmara Sukoon Ab Na Ham Par Chale Ga Tumhara Fasoon Chara Gar Main Tumhain Kis Tarah Se Kahon Main Nahi Manta Main Nahi Janta

  3. Deep Jis Ka Mahlaat Main Hi Jale Chand Logo Ki Khushiyon Ko Le Kar Chale Wo Jo Saye Main Har Maslihat Ke Play

  4. Aese Dastoor Ko Subah-e Be Noor Ku Main Nahi Manta Main Nahi Janta

Report a mistake

More by Habib Jalib

All poems