Mataa Looh O Qalam Chinh Gayi

faiz ahmad faiz shayari

Mataa Looh O Qalam Chinh Gayi To Kya Gham Hai
Ke Khoon Dil Mein Dabo Li Hain Unglian Main Ne
Zuban Pay Mohar Lagi Hai To Kya Ke Rakh Di Hai
Har Aik Halqa Zanjeer Mein Zuba Mein Ne

Leave a comment: