Bara Samajh Daar Tha Lekin

Bara Samajh Daar Tha Lekin Uss Ke Zehen Mein Koi Baat Atki Thi
Uss Ke Lehjey Se Zahir Tha Ke Ussay Koi Baat Khadki Thi
Bara Ahem Tha Yahi Mera Vahm Tha
Uss Naay Meri Aankhon Par Baandh Rakhi Jo Patti Thi
Uss Naay Saaf Kaha Meri To Manzil Kuch Aur Thi
Meri To Bas Ankhen Bhatki Theen
Uss Naay Faqat Mujhe Dekha Tha Meri Zaat Ko Kab Samajh Saki Thi
Soch Mein Tassadum Tha Usman
Warna Mein Umar Ka Kacha Tha Meri Mohabbat To Paki Thi

Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments