1890 - 1960
29 poems
Hmain Ma’alom Hai Ham Se Suno Mehshar Mein Kya Ho Ga Sab Us Ko Dekhte Hon Gey Wo Ham Ko Dekhta Ho Ga
Badla Hoya Hai Aaj Mere Aansuon Ka Rang Kya Dil Ke Zakhm Ka Koi Tanka Udhar Gaya
Meri Barbaadian Durast Magar Tu Bta Kya Tujhe Sawab Hoa
Aadat Ke Baad Dard Bhi Dene Laga Maza Hans Hans Ke Ah Ah Kiye Ja Raha Hun Mein
Ham Ne Sene Se Lgaya Dil Na Apna Ban Saka Muskrat Kar Tum Ne Dekha Dil Tumhara Ho Gaya
Mein Jahan Hun Tere Khayal Mein Hun Tu Jahan Hai Meri Nigah Mein Hai
Ibtida Wo Thi Ke Jeena Tha Mohabat Mein Mahal Intiha Ye Hai Ke Ab Marna Bhi Mushkil Ho Gaya
Apna Zamana Aap Banate Hai Ahl-E Dil Ham Wo Nahi Ke Jin Ko Zamana Bna Gya
Aankhon Ka Tha Qasur Na Dil Ka Qasur Tha Aya Jo Mere Samne Mera Ghuror Tha
Showing 29 of 29