The poem
Read it in Urdu script-
Utha De Parda Nahi Parda Main Utha Doon Ga Taish Se Dil Ki Abi Arsh Tak Hila Doon Ga
-
Na Hota Ishq Ka Maikash Agar Khabar Hoti Ke Aik Jam Main Dono Jahan Bhla Doon Ga
-
Jo Pocha Main Ne Lab Zakhm Tu Kahe Ga Kya Kaha Ke Khanjar Qatal Ku Main Dua Doon Ga
-
Ye De Kay Dam Muje Laya Tha Khench Josh Zahoor Ke Chal Jahan Ka Tmasha Tuje Dikha Doon Ga
-
Na Poch Muje Se Zafar Tu Meri Haqeqat Haal Agar Kahon Ga Abi Tuj Ku Main Rula Doon Ga


