Skip to content
SadPoetry
EN
Ku Ba ku Phail Gai Baat Shanasai Ki — Parveen Shakir

Ku Ba ku Phail Gai | Parveen Shakir Ghazal

Parveen Shakir Ghazal 4 couplets
  1. Ku Ba ku Phail Gai Baat Shanasai Ki Us Ne Khushbu Kee Tarah Meri Pzeeraie Ki

  2. Kiase Keh Doon K Mujhe Chorr Diya Us Ne Baat To Sach Hai Maggar Baat Hai Ruswaaie Ki

  3. Woh Kahein B Giya, Loutaa To Merey Paas Aya Bas Yahi Baat Hai Achhi Mere Harjaie Ki

  4. Us Ne Jalti Hui Peshaani Pe Jabb Haath Rakhaa Rooh Tk Aa Gaie Taa’seer Maseehai Kee

Report a mistake

More by Parveen Shakir

All poems