Skip to content
SadPoetry
EN
Mere Yaar Naseeb Hon Tujhe Hazaar Eidain

Naseeb Hon Tujhe Hazaar Eidain

5 couplets
  1. Mere Yaar Naseeb Hon Tujhe Hazaar Eidain Tu Khush Rahy Chahy Hon Meeri Bekaar Eidain

  2. Kabhi Tu Sath Ho Ga Tu Eid Ke Din Main Bhi Karon Ga Khushion Main Shumaar Eidain

  3. Aaye Ga Jab Tu Waade Nibahne Eid Par Layen Gi Meri Zindagi Main Qarar Eidain

  4. Tera Ehsaan Hai Jo Chala Sath Kuch Din Roya Main Tu Ye Qarz Bhi Gayin Utar Eidain

  5. Tere Naseeb Main Khushian Hain Hi Nahi Aamir Tu Mang Le Kisi Se Udhar Eidain

Submitted by Aamir Imtiaz Aamir

Report a mistake

More Eid Poetry

See all