The poem
Read it in Urdu script-
Husn Ko Be Hijab Hona Tha Shoq Ko Kamyab Hona Tha
-
Hijar Mein Kaif-E Iztarab Na Poch Khoon-e Dil Bhi Sharab Hona Tha
-
Tere Jalwon Mein Gir Gaya Aakhir Zarre Ko Aftab Hona Tha
-
Kuch Tumhari Nigah Kafir Thi Kuch Mujhe Bhi Kharab Hona Tha
-
Raat Taroon Ko Totna Bhi Majaz Ba-Is Iztarab Hona Tha


